Pathan Ko Khuwab Mein Kisi Ne Qatal Kar Dia, Subha Pathan Ne Apna HBL Ka Account Close Karwa Dia
Kiun???
?
?
?
?
?
Kiun Kay HBL Aap Kay Khuwabon Ko Haqiqat Mein Badal Sakta Hay Jahan Khuwab Wahan HBL
Pathan Apney Bhai Se
Tum Hamari Shadi Par Kya Khaas Kam Kry Ga?
Bhai: Hawai Firing To Sab Kartay Hain,
Hum Khud Kush Dhamaka Kary Ga.
Pathan: Wo jo table pe admi betha hai us se hamara dushmni hai
Frnd: Table pe to 4 admi hain
Pathan: Wo jis ki mochen hain
Frnd: Mochen to sub ki hain
Pathan: Wo jis k sufaid kapre hn
Frnd: Wo to sb k hi hn
Pathan ne gusse me pistol nikala or 3 admion ko mar kr bola
Wo jo reh geya he wo hmara dushman hy:-)
Girl PATHAN se
Jb ap k pas mobile hy or mere pas b mobile hy to ap ne LETTER kyo bheja..
Pathan..
O humne tumko call kia tha
us me baji boli plz TRY LETTER
Pathan..
Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost..
Wo kaisay ..
Pathan..
Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
. .Pathan to wife: in romantic mode,
Meri jan kia aj humse naraz hai?wife: nahi tu?
Pathan: tu phir aj humari taraf monh kion kar rakha hai;-)
Pathan ne call milai to awaz ai:
"Is call k lia aap ka balance na-kafi hai"
Pathan:
"Koi baat nahi meri jaan,
Tum se baat ho jati hai bas itna hi kafi hai ;)
1 PATHAN namaz parh raha tha,
Dusra PATHAN us k baray main kisi ko bata raha tha
K yeh bara NAMAZI Or PARHAIZGAR hai
PATHAN namaz tor kar bola:
Us ko bolo "HUM HAJI BHI HAI"
Login Now
SMS Category
Urdu Poetry
Event SMS
Quotations
Website Stats