10 log 1 pathan ko Maar rahe thy Pr
Pathan Phir b Hans rha tha waja puchi to bola:
Mein “Noor khan” hun or
Yeh log Mujy “Gul khan” samajh k Maar Rahe hain.
Samjny ki kosish karo mujhy tang mat karo
Mujhy akela chor do.
rat tumhari waja sy so nahi saka.
Mat khelo meri zindgi sy
.
1 pathan hath jor kar machar sy keh raha tha.
Pthan ne galti se kisi ko 100 ka balance bhej dia.
Phir call ki
O yara hamara 100 rupy wapis karo
Pnjabi:
hamare pas to 80 aya hai
Pthan:
ruko hum 20 or bhejta hai.
Who r PATHANS ?
.
1) Great Mughal Akbar said
“Pathan ko dosti kr k haraya ja sakta mgr lar kr nhi”.
2) Mehmood Ghaznavi said
“Pathan agr mutahed hojay to in ki dunya pr lazawal hukomat hogi”.
3) Sikander-e-Azam said
“Jung me utter jane k bad Pathan ko rokna sher ke mou me hath dene jesa hy”.
4) INDIAN general said :
Sarhad par agr pathan na hotay to pakistan kab ka india ka hisa ban jata.
Je oy pathano.
1 pathan khali paper ko bar bar chom raha tha.
Sardar..ye kya hai.
Pathan.. love leter hai.
Sardar..mgr ye to khali hai.
Pathan.. hamara girlfrnd gongi hai
Police Afsar PATHAN se:
Tumhari maadri zuban kaun si hai..?
PATHAN:
Koi nahi.
Police Afsar:
Kyun..?
PATHAN:
Hamara Ammi goonga tha.
1 Pathan Airoplain me seat par jagra
kar raha tha k peechy bethoun ga,
sub smjha smjha k thak gaye k ap ki seet aagy hy.
1 Admi utha or pathan k kaan me kuch kaha to
pathan bhag k agli seat py beth geya.
Log boly ap ne kia kaha tha.
Admi bola me ne bus itna kaha tha
k aagy waly jaldi punhchen gy:
Pathan ki biwi:
ajj hum ne aisa khana pakaya hai k tum khush ho jayega!!
Pathan:
wyi wyi. Lale ki jaan tum ne aisa kya bnaya hai?
.
Biwi:
naswar ka halwa”.
Login Now
SMS Category
Urdu Poetry
Event SMS
Quotations
Website Stats